Indian Film History

Shehzada Lyrics

From Apna Asmaan (2007)

Singers
Shaan
Duration
4:15
Aaj toh main hu main hi bas main hu Mera jamana tu shehjada Sab ke hothon pe mera fasana Sabne yeh mana tu shehjada shehjada Hey aankhen jhukao tum tu shehjada Khud ko bachao tum tu shehjada O shehjade duniya mutthi mein Aaj toh main hu main hi bas main hu Mera jamana tu shehjada Sab ke hothon pe mera fasana Sabne yeh mana tu shehjada shehjada Hey aankhen jhukao tum tu shehjada Khud ko bachao tum tu shehjada O shehjade duniya mutthi mein Jaga hu soya tha paya Jo khoya tha maine Bas ek tamasha sa Banke raha jaise main Jaga hu soya tha paya Jo khoya tha maine Bas ek tamasha sa Banke raha jaise main Abb toh pichhe hai jahan Mujhpe sare hai fida O shehjade duniya mutthi me Aaj toh main hu main hi bas main hu Mera jamana tu shehjada Sab ke hothon pe mera fasana Sabne yeh mana tu shehjada shehjada Hey aankhen jhukao tum tu shehjada Hey khud ko bachao tum tu shehjada O shehjade duniya mutthi mein Daulat mein soharat mein Dubegi abb meri manjil Sari hasinaye mujhpe lutayengi dil Daulat mein soharat mein Dubegi abb meri manjil Sari hasinaye mujhpe lutayengi dil Waqt mera hai gulam Har taraf mera naam O shehjade duniya mutthi mein Aaj toh main hu main hi bas main hu Mera jamana tu shehjada Sab ke hothon pe mera fasana Sabne yeh mana tu shehjada shehjada Hey aankhen jhukao tum tu shehjada Khud ko bachao tum tu shehjada O shehjade duniya mutthi mein.

More songs from Apna Asmaan

Shehzada Lyrics - Apna Asmaan (2007) | Indian Film History