Thahriye Huzur Suniye Janaab Lyrics | Apna Khoon

Lyricist : Verma Malik
Music Director : Sonik-Omi , Sonik-Omi
Singer : Asha Bhosle
                        
                        thaheriye huzur suniye janab theheriye huzur suniye janab
meri jaat hai jawani mera naam hai shabaab
ho chhu ke mujhe dekho mai kanta nahi hu
mai to hu mai to hu mai to hu ek najuk sa gulab
thaheriye huzur suniye janab thaheriye huzur

nagar navaj ban ke najar me utariye
shishe ki palki hu mai pathar na kariye
nagar navaj ban ke najar me uthariye
shishe ki palki hu mai pathar na kariye
husn ke kamal ka tu ishq se jawab
husn ke kamal ka tu ishq se jawab theheriye
thaheriye huzur suniye janab meri jaat hai jawani
mera naam hai shabaab thaheriye huzur

jiski tumhari dil me machalti hai arzoo
jaan lo pahchaan lo vahi hu hubahu
jiski tumhari dil me machalti hai arzoo
jaan lo pahchaan lo vahi hu hubahu
akele rehke na karu yu jindagi kharab
akele rehke na karu yu jindagi kharab
thaheriye na theheriye huzur suniye janab
meri jaat hai jawani mera naam hai shabaab
ho chhu ke mujhe dekho mai kanta nahi hu
mai to hu mai to hu mai to hu ek najuk sa gulab
thaheriye huzur suniye janab thaheriye huzur