Indian Film History

Meri Kali Kaluti Lyrics

From Apne Rang Hazaar (1975)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:26
Meri kali kaluti ke nakhre bade Meri kali kaluti ke nakhre bade Hans ki chal me dekho o kawa ude Meri kali kaluti ke nakhre bade Meri kali kaluti ke nakhre bade Kya hasina hai ye ek nagina hai ye Kya hasina hai ye ek nagina hai ye Barho mas tape wo mahina hai ye Abhi shola hai to abhi masa hai ye Meri masuk hai ya ek tamasha hai ye Roz chehare pe aur ek chehara jade O meri kali kaluti ke nakhre bade Meri kali kaluti ke nakhre bade Meri kali kaluti ke nakhre bade O sadke Badalkar kya fashion ye surat badli hai Badalkar kya fashion ye surat badli hai Bina par ki titli sawar kar nikli hai Laga du galo pe ye bindiya kajal ki Nazar lag jaye na haye kisi pagal ki Wo bache na ye jiske bhi palle pade O meri kali kaluti ke nakhre bade Meri kali kaluti ke nakhre bade Meri kali kaluti ke nakhre bade Kurban jawa hu.

More songs from Apne Rang Hazaar

Meri Kali Kaluti Lyrics - Apne Rang Hazaar (1975) | Indian Film History