Indian Film History

Apne Kiye Pe Aaj Lyrics

From Apradhi (1992)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:47
Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Apne kiye pe o bhagwan main Aaj bahut pachtaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Apne kiye pe o bhagwan main Aaj bahut pachtaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Apne kiye pe o bhagwan Kiya nahin kiya ho nahin sakta Kiya nahin kiya ho nahin sakta Kon jatan kiya jaye Chala gaya jo samay Laut kar vapis kaise aaye Main kitna bebas hoon bas mein Kuch bhi kar na paya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jee chahe main ro ro ke Ye man ki aag bhujau Jee chahe main ro ro ke Ye man ki aag bhujau Itna rone ko main Itne aansoo kaha se laau Apne jaal aap fasa main Kaisa dhokha khaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Apne kiye pe o bhagwan main Aaj bahut pachtaya Papo ki ghathri sar pe uthaye Tere dawar pe aaya Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare Jai jai ram karishan hare.

More songs from Apradhi

Apne Kiye Pe Aaj Lyrics - Apradhi (1992) | Indian Film History