Indian Film History

Gunguna Rahe Hain Bhanware Lyrics

From Aradhana (1969)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:56
Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Gali gali, kali kali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Zara dekho sajan Beimaan bhanwara kaise muskaye Haaye kali yoon sharmaye Ghoonghat mein jaise koyi chhup jaaye Haaye zara dekho sajan Beimaan bhanwara kaise muskaye Haaye kali yoon sharmaye Ghoonghat mein jaise koyi chhup jaaye haaye Rut aisi haaye kaisi yeh pawan chali gali gali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Gali gali, kali kali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Kisi ko kya kahein Hum dono bhi hain dekho kuchh khoye Khoye hua kya oye oye Jaage jiya mein armaan soye Kisi ko kya kahein Hum dono bhi hain dekho kuchh khoye Khoye hua kya oye oye Jaage jiya mein armaan soye Rut aisi haaye kaisi yeh pawan chali gali gali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Gali gali, kali kali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Suno paas na aao Kali ke bahane pyar na jatao Jao chalo baat na banao Bhanvare ke bahane aankh na ladao Jao suno paas na aao Kali ke bahane pyar na jatao Jao chalo baat na banao Bhanvare ke bahane aankh na ladao Rut aisi haaye kaisi yeh pawan chali gali gali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Gunguna rahe hain bhanware Khil rahi hai kali kali Gali gali, kali kali Gali gali, kali kali Gali gali, kali kali

More songs from Aradhana

Gunguna Rahe Hain Bhanware Lyrics - Aradhana (1969) | Indian Film History