Indian Film History

Main Sada Hoon Lyrics

From Asambhav (2004)

Duration
6:49
Main sada hun waqt hun Sang se bhi saqt hun Noor mein to rab ka hun Rehnuma main sabka hun Main to hun jhonka ik Hawa ka koi bhi maane na Main to hun bandha uss Khuda ka koi bhi jaane na Hai mujhko jhukana yaha Hai mujhko mitana yaha Hai mujhko jhukana yaha asambhav Hai mujhko mitana yaha asambhav Har su meri nazar Sabki mujhe khabar Main to chaloo jidhar Lamha mude udhar Main aasaan mushkilein Karoon kabhi nahi daroon Zulmon se main ladoon Marke bhi na maroon Main subha hun shyam hun Ajnabee benaam hun Noor mein to rab ka hun Rehnuma main sabka hun Main to hun jhonka ik Hawa ka koi bhi maane na Main to hun bandha uss Khuda ka koi bhi jaane na Hai mujhko jhukana asambhav Woh aasma jhuke Toofan bhi rukein Himmat se kaam loon Parvat ko tham loon Jahan bhi meri roshni Bahe na teergi rahe Mahtab sa jaloon har Rang mein dhaloon Main samay ki pyaas hun Ik naya ehsaas hun Noor mein to rab ka hun Rehnuma main sabka hun Main to hun jhonka koi bhi Jaane na hai mujhko yaha Hai mujhko jhukana asambhav.

More songs from Asambhav

Main Sada Hoon Lyrics - Asambhav (2004) | Indian Film History