Indian Film History

Tum Roothh Gayin Lyrics

From Aurat (1940)

Lyricist
Safdar Aah
Duration
1:34
Tum Rooth Gayin Rooth Gayin Baah Ri Sajaniya Tum Rooth Gayin Haan Haan Tum Rooth Gayin Rooth Gayin Baah Ri Sajaniya Tum Rooth Gayin Balihaari Arre Haan Balihaari Sajaniya Tum Rooth Gayin Haan Haan Tum Rooth Gayin Rooth Gayin Baah Ri Sajaniya Tum Rooth Gayin Bass Jaao Nahin Aaj Se Main Pyaari Sajaniya Bass Jaao Arre Haan Bass Jaao Nahin Aaj Se Main Pyaari Sajaniya Jo Tumhmari Sajaniya Jo Tumhaari Sajaniya Balihaaari Arre Haan Balihari Sajaniya Tum Rooth Gayin Haan Haan Tum Rooth Gayin Rooth Gayin Baah Ri Sajaniya Tum Rooth Gayin Aa Roothne Waale Tujhe Chhaati Se Lagaa Len Rehne Do Ye Baatein Mastaani Sajaniya Meri Matwaari Sajaniya Mastaani Sajaniya Meri Matwaari Sajaniya Hitkari Sajaniya Hitkari Sajaniya Balihaari Arre Haan Balihaari Sajaniya Tum Rooth Gayin Haan Haan Tum Rooth Gayin Rooth Gayin Baah Ri Sajaniya Tum Rooth Gayin Aankhon Ke Darichon Se Mere Ae Ae Mann Mein Utar Aa Aa Aankhon Ke Darichon Se Mere Ae Ae Mann Mein Utar Aa Aa Kyun Detey Ho Dhokha Hai Prem Ki Gaagar Liye Panihaari Sajaniyaa Hai Prem Ki Gaagar Liye Panihaari Sajaniyaa Waah Waah Re Sajaniyaa Waah Waah Re Sajaniyaa Balihaari Arre Haan Balihaari Sajaniya Tum Rooth Gayin Haan Haan Tum Rooth Gayin Rooth Gayin Baah Ri Sajaniya Tum Rooth Gayin Haan Haan Tum Rooth Gayin O Ho Tum Rooth Gayin.

More songs from Aurat

Tum Roothh Gayin Lyrics - Aurat (1940) | Indian Film History