Indian Film History

Zindagi Sau Baras Ki Lyrics

From Awaaz (1984)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
1:13
Zindagi sau baras ki sahi Zindagi ka bharosh nahi Zindagi sau baras ki sahi Chand chup jaye kab jaye kya pata Chandani ka bharosha nahi Chand chup jaye kab jaye kya pata Aag thodi si dil mein laga ke rakho Apne dil ki shama bhi jala ke rakho Aag thodi si dil mein laga ke rakho Apne dil ki shama bhi jala ke rakho Ghar charago se Ghar charago se roshan sahi Roshni ka bharosha nahi Chand chup jaye kab jaye kya pata Yuhi chalte hue pas ham aa gaye Aaj ye soch ke hum to ghabra gaye Yuhi chalte hue pas ham aa gaye Aaj ye soch ke hum to ghabra gaye Ban na jaye ye Ban na jaye ye dil ki dil ki lagi Dillagi ka bharosha nahi O zindagi sau baras ki sahi Zulf hai ya ghata hoth hai ya kamal Khubsurat ho tum jaise koi ghazal Zulf hai ya ghata hoth hai ya kamal Khubsurat ho tum jaise koi ghazal Tu to karne lage sayri Tu to karne lage sayri Sari ka bharosha nahi Zindagi sau baras ki sahi Zindagi ka bharosh nahi Zindagi sau baras ki sahi Chand chup jaye kab jaye kya pata Chandani ka bharosha nahi.

More songs from Awaaz

Zindagi Sau Baras Ki Lyrics - Awaaz (1984) | Indian Film History