Indian Film History

Na Hoti Dosti Tumse Lyrics

From Awara Baap (1985)

Lyricist
M G Hashmat
Duration
5:18
Na hoti dosti tumse Na duniya ko jalan hoti Na bante pyar ke dusman Na sine mein chhuban hoti Na hoti dosti tumse Na duniya ko jalan hoti Na bante pyar ke dusman Na sine mein chhuban hoti Jo nikle band kamre se Zamane ki uthi ankhe Jo nikle band kamre se Zamane ki uthi ankhe Isara karke dono ko Tano mein huyi bate Na hamko dekhta koi Na ankho mein agan hoti Na bante pyaar ke dusman Na sine mein chhuban hoti Mohabbat samjh hain dilo ki Samajhti kyu nahin duniya Mohabbat samjh hain dilo ki Samajhti kyu nahin duniya Hamesha chahane walo se Ulajhti kyu hain duniya Mita deti jo nafrat To ye dunai chaman hoti Na bante pyaar ke dusman Na sine mein chhuban hoti Zamane mein hua charcha Nigaho se dil ke baiya par Zamane mein hua charcha Nigaho se dil ke baiya par Tera naam aane laga hain Mere sath sabki jubaa par Agar haum zamane se darte Na puri ye lagan hoti Na bante pyaar ke dusman Na sine mein chhuban hoti Na hoti dosti tumse Na duniya ko jalan hoti Na bante pyar ke dusman Na sine mein chhuban hoti.

More songs from Awara Baap