Indian Film History

Topi Wale Ne Karke Salaam Lyrics

From Ayaash (1982)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
2:24
Topi wale ne karke salam Topi wale ne karke salam Mujhe badnam kiya Kore kagaz pe likh diya naam Kore kagaz pe likh diya naam Mujhe badnam kiya Topi wale ne haye re Topi wale ne Chori chupke sab se chupke Hum milte to main bach jati Chori chupke sab se chupke Hum milte to main bach jati Raat ke dhal te subha nikalte Dhum saher mein na mach jati Samane sab ke Samane sab ke haath liya tham Haye samane sab ke hath liya tham Mujhe badnam kiya Topi wale ne haye re Topi wale ne Meri toba ab kya hoga Main kis ki baato mein aayi Meri toba ab kya hoga Main kis ki baato mein aayi Us ke kisse sab ke lab pe Duniya bhar ka wo harjayi Wo to pehale se Wo to pehale se tha badnam Mujhe badnam kiya Topi wale ne karke salam Mujhe badnam kiya Kore kagaz pe likh diya naam Mujhe badnam kiya Topi wale ne haye re Topi wale ne.

More songs from Ayaash

Topi Wale Ne Karke Salaam Lyrics - Ayaash (1982) | Indian Film History