Indian Film History

Chhod Ke Sara Jahan Lyrics

From Aye Meri Bekhudi (1993)

Lyricist
Rajan Johri
Duration
6:19
Chhod ke sara jahaa Aaya mai tere liye Tu mila to rab mila Ab mujhe kya chahiye Chhod ke sara jahaa Aaya mai tere liye Tu mila to rab mila Ab mujhe kya chahiye Roke to roke jahaa Hum rukne wale kaha Todenge rashmo ko hum Nibayenge kasmo ko hum Roke to roke jahaa Hum rukne wale kaha Todenge rasmo ko hum Nibayenge kashmo ko hum Pyar jab ker hi liya Anjam kya sochiye Yar mila to sab mila Ab tujhe kya chahiye Chhod ke saraa jahaa Aaya mai tere liye Tu mila to rab mila Ab mujhe kya chahiye Sandhi re sandhi sandhi Re sandhi sandhi Ye chal kisi desh mere Ah lenge har besh me Teri jo sangat mile To kutiya mahal si lage Ye chal kisi desh me Rah lenge har besh me Teri jo sangat mile to Kutiya mahal si lage Duniya me bas vo jiye Jo pyar kerte jiye Jine ka sabab mila ab Mujhe kya chahiye Chhod ke saraa jahaa Aaya mai tere liye Tu mila to rab mila Ab mujhe kya chahiye Tujhpe huyi mai fida Hotho pe likh de vafa Kabu nahi hosh per Jawani hai ab josh per Tujhpe huyi mai fida Hotho pe likh de vafa Kabu nahi hosh per Jawani hai ab josh per Meri talash tham gayi Lab tere jo chhu liye Tu mila to rab mila Ab mujhe kya chahiye Chhod ke saraa jahaa Aaya mai tere liye Tu mila to rab mila Ab mujhe kya chahiye.

More songs from Aye Meri Bekhudi

Chhod Ke Sara Jahan Lyrics - Aye Meri Bekhudi (1993) | Indian Film History