Indian Film History

Main Janam Janam Lyrics

From Ayodhyapati (1956)

Music
Ravi
Duration
3:15
Main janam janam ki dasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Main janam janam ki dasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Sawariya le aaj laaz ka ghunghat khola Sawariya le aaj laaz ka ghunghat khola Man matwala jhumke bhi kuch na bola Kitne bhole bhale hai Mere jivan dhan abhilashi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Main janam janam ki dasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Bagiya mein papiha bole Mere man mein prem ras ghole Ek jhalak dikhla kar parbhu ne Kar di dur udasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Main janam janam ki dasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala Pritam ne aakar mere Man mein kiya ujala Rom rom mein rame huye hai Mere nain nivasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi Main janam janam ki dasi re Baar baar darshan pakar bhi Rahu darash ki pyasi.

More songs from Ayodhyapati

Main Janam Janam Lyrics - Ayodhyapati (1956) | Indian Film History