Indian Film History

Keh Raha Hai Lyrics

From Baabul (2006)

Duration
5:20
Keh raha hai dil deewana Jane ja kha ke kasam Keh raha hai dil deewana Jane ja kha ke kasam Hum ishq mein mar jayenge Kuch bhi sanam kar jayenge Chodene na daman yaar ka Wada raha wada raha Wada raha pyaar ka Wada raha wada raha Wada raha pyaar ka Keh raha hai dil deewana Jane ja kha ke kasam Dooriyan naa ab zara ho Jana sanso ke darmiyan Cheedti hai dhadkano ko Pal pal mausam ke narmiyaa To aaja chahato ki shabnam pile Lamho main sadiyon ko ji le Keh raha hai pal suhana Jane ja kha ke kasam Tu khalayon ke hansi Saye main rehata hai rat din Kuch nahi zindagani meri Abb tanha tere bin To aaja janmo ka bandhan jode Tham ke baahen na chhode Keh raha hai har phasana Jane na kha ke kasam Keh raha hai dil deewana Jane ja kha ke kasam Hum ishq mein mar jayenge Kuch bhi sanam kar jayenge Chodene na daman yaar ka Wada raha wada raha Wada raha pyaar ka Wada raha wada raha Wada raha pyaar ka.

More songs from Baabul

Keh Raha Hai Lyrics - Baabul (2006) | Indian Film History