Mang Teri Saja Du Mai Lyrics | Baaghi

                        
                        mang teri saja du mai aaja bindiya laga du mai
lal chunari odha du mai tujhe dulhan bana du mai
hatho se tera shringar karu baho me bhar ke pyar karu
hatho se tera shringar karu baho me bhar ke pyar karu
rup mai sawaar du aaj pehna du tujhe phulo kaa gehna
kaisa lagta hai achchha lagta hai
pyar kaa sapna sachcha lagta hai