Indian Film History

Tujhe Rab Mana Lyrics

From Baaghi 3 (2020)

Duration
4:50
Lamba safar hai, humko kya darr hai Haste haste kat jaayega Pairon mein tere kaanta chubhe toh Dard yeh baantein bant jaayega Tu jo kahe toh tere liye main Haar jaaun hazaar jahaan Tere jaisa yaar kahaan Tujhme basi hai meri jaan Bhai hai mera tu magar Maine tujhe rab mana Tere jaisa yaar kahaan Tujhme basi hai meri jaan Bhai hai mera tu magar Maine tujhe rab mana Jeet mein the sang saare Haar mein tha tu hi khada, hmm Haan… Jeet mein the sang saare Haar mein tha tu hi khada Mere liye duniya se tu hi lada Tu jo kahe toh kadmon mein tere Main bichha dunga sau aasmaan Tere jaisa yaar kahaan Tujhme basi hai meri jaan Bhai hai mera tu magar Maine tujhe rab mana Tere jaisa yaar kahaan Tujhme basi hai meri jaan Bhai hai mera tu magar Maine tujhe rab mana Teri mohabbat Teri yaari ki kasam li maine Teri hifaazat ke naam Yeh saansein ki maine Tu hi raasta, mera pata Tujhse judaa main lapata Ik tu meri pehchaan hai Tujhse judaa main lapata, main lapata Tu jo kahe toh seh lunga yaara Hass-hass ke saare tufaan Tere jaisa yaar kahaan Tujhme basi hai meri jaan Bhai hai mera tu magar Maine tujhe rab mana Tere jaisa yaar kahaan Tujhme basi hai meri jaan Bhai hai mera tu magar Maine tujhe rab mana Oh yaara, yaara ve

More songs from Baaghi 3