Indian Film History

Aakho Se Aakhe Milau Lyrics

From Baali Umar Ko Salaam (1994)

Lyricist
Nawab Arzoo
Duration
4:17
Anhko se ankhe milau To ho jayega deewana Dil se agar dil lagalu To ban jayega afsana Baho mein aao na o mahbuba Chodo bhi sharmana Tu hai deewani main hu deewana Tu shama hai main hu parwana Anhko se ankhe milau To ho jayega deewana Dil se agar dil lagalu To ban jayega afsana Badal se badal jo takraye Bolo use kya kahte hai Sawam sawan sawan sawan Ankho se dil mein utar jaye Bolo use kya kahte hai Sajan sajan sajan sajan Sab kuch samjhti hai bholi nahi hai tu Tujhko kya samjhana Tu hai deewani main hu deewana Tu shama hai main hu parwana Anhko se ankhe milau To ho jayega deewana Dil se agar dil lagalu To ban jayega afsana Palko se nindiya chura le jaye Bolo us kya kahte hai Mohabbat mohabbat mohabbat Hotho se lali uda le jaye Bolo use kya kahte hai Chahat chahat chahat Sab kuch tere nam kar diya hai Leja tu dil e najrana Mai hu deewani tu hai deewana Mai shama hu tu hai parwana Anhko se ankhe milau To ho jayega deewana Dil se agar dil lagalu To ban jayega afsana Phoolo se ras jo le jaye Bolo use kya kahte hai Bhawara bhawara Bhawara bhawara Do dilo ko tadpaye Bolo use kya kahte hai Pahra pahra pahra pahra Ho todenge rasmo ke Bandhan roke lakh jamana Tu hai deewani main hu deewana Tu shama hai main hu parwana Anhko se ankhe milau To ho jayega deewana Dil se agar dil lagalu To ban jayega afsana Baho mein aao na O mahbuba chodo na sharmana Tu hai deewani main hu deewana Mai shama hu tu hai parwana.

More songs from Baali Umar Ko Salaam