Aye Subah Lyrics | Baaz: A Bird in Danger

                        
                        Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi
Aye hawa tujh mein nami
Aye hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna hasin
Ke tum sab mein to lagti hai kami
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi

Dekhte hi dil ko jo loot le
Aisa hai jaadoo kise mein kahan
Aisa hai jaadoo kise mein kahan
Tumhe tanha na
Chhodengi meri nigaah
Tumhe tanha na
Chhodengi meri nigaah
Ke aankhon mein
Ho tumhi to base

Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi

Dil betaab hai
Bas yehi khwaab hai
Tujhko main apna
Bana loon sanam
Tujhko main apna
Bana loon sanam
Tujhe duniyan se
Chhin loon teri kasam
Tujhe duniyan se
Chhin loon teri kasam
Mohabbat ki hai yeh deewangi
Aye ghata tu surmayi
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi
Aye hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna hasin
Ke tum sab mein
To lagti hai kami.