Chhupana Bhi Nahi Aata Lyrics | Baazigar

                        
                        Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Hatheli par tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Hatheli par tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Tumhi se pyaar karte hai
Tumhi se phir kyon chupate hai
Juban pe baat hain
Lekin sunana hi nahin aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Mohabbat kaise karte hai
Koi to humko samjhaye
Mohabbat kaise karte hai
Koi to humko samjhaye
Kahin aisa na ho ki
Pyaar bin umra kat jaaye
Tum se milne ka
Koi bahan bhi nahi aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Chori chori chupke chupke
Tumko dekha karte hai
Chori chori chupke chupke
Tumko dekha karte hai
Haale dil sunane se
Na jane kyon darte hai
Kitna pagal dil hai
Mera manana bhi nahi aata
Humen tumse mohabbat hai

Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata.