Indian Film History

Bada Kabutar Ud Jayega Lyrics

From Bada Kabutar (1973)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
1:05
Bada kabutar ud jayega Haath me anda rah jayega Phut jayega anda ek din Bada kabutar ud jayega Bada kabutar ud jayega Hath me anda rah jayega Phut jayega anda ek din Bada kabutar ud jayega Bada kabutar, kabutar Bada kabutar, kabutar Koi na samjha koi na jana Haye ye gorakh dhandha Pehle jag me aaya kabutar Ya phir aaya anda Koi na samjha koi na jana Haye ye gorakh dhandha Pehle jag me aaya kabutar Ya phir aaya anda Aur uljh jayega arey Jo isko suljhayega Bada kabutar, kabutar Ho bada kabutar ud jayega Hath me anda rah jayega Phut jayega anda ek din Bada kabutar ud jayega Bada kabutar, kabutar Bada kabutar, wah wah Dekh samay ka shok kabutar Chalta hai yu ud ke Jaise tej hawa ka jhonka Dekhe na phir mudke O dekh samay ka shok kabutar Chalta hai yu ud ke Jaise tej hawa ka jhonka Dekhe na phir mudke Sath chala chal iske Warna hath nahi kuch aayega Bada kabutar, kabutar Ho bada kabutar ud jayega Hath me anda rah jayega Phut jayega anda ek din Bada kabutar ud jayega Bada kabutar, kabutar Ho bada kabutar, kabutar Ho bada kabutar, kabutar Ho bada kabutar, kabutar

More songs from Bada Kabutar

Bada Kabutar Ud Jayega Lyrics - Bada Kabutar (1973) | Indian Film History