Indian Film History

Mai Rahi Bhatkane Wala Hu Lyrics

From Badal (1951)

Singers
Mukesh
Duration
2:59
main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu ye mast ghata meri chadar hai, ye dharti mera bistar hai ye mast ghata meri chadar hai, ye dharti mera bistar hai main raat me din ka ujala hu, koi kya jane matwala hu main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu ye bijli raat dikhati hai, manzil pe mujhe pahuchati hai ye bijli raat dikhati hai, manzil pe mujhe pahuchati hai main tufano ka paala hu, koi kya jane matwala hu main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu main machlu to ek aag bhi hu, main machlu to ek aag bhi hu main jhumu to ek raag bhi hu, main jhumu to ek raag bhi hu duniya se dur nirala hu, koi kya jane matwala hu main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu

More songs from Badal

Mai Rahi Bhatkane Wala Hu Lyrics - Badal (1951) | Indian Film History