Gagan Se Aaya Tar Lyrics | Bade Ghar Ki Bahu

                        
                        o gagan se aaya tar gagan se aaya tar ke
ab gam mat kar mere yaar
zamana badlega zamana badlega
zamana badlega zamana badlega

zuhu par ek bangla lenge waqt se pehle bhada denge
zuhu par ek bangla lenge waqt se pehle bhada denge
karega humko roz namste karega humko roz namste
lalu choki ka zamana badlega
zamana badlega zamana badlega

naam chalega bazaro me chhapega photo akhbaro me
naam chalega bazaro me chhapega photo akhbaro me
darwaje par khadi rahegi purwah aaha
darwaje par khadi rahegi lambi motar car
zamana badlega zamana badlega
zamana badlega zamana badlega

tan par apne sut bhi hoga pavo me engish but bhi hoga
tan par apne sut bhi hoga pavo me engish but bhi hoga
sar par pyare hat bhi hogi arey sar par pyare hat bhi hogi
zamana badlega zamana badlega
zamana badlega zamana badlega
gagan se aaya tar ke ab gam mat kar mere yaar
zamana badlega zamana badlega
zamana badlega zamana badlega