Diya Jalakar Aap Bujhaya Lyrics | Badi Maa

                        
                        diya jalakar aag bujhaya, diya jalakar aag bujhaya
tere kam nirale, nirale 
dil tod ke janewale, dil tod ke janewale  
diya jalakar aag bujhaya

phul pavan aur nadi kinara, karat ishare sanjh kaa tara
vyakul hai man mera aaja, vyakul hai man mera aaja
vyakul hai man mera aaja
o chhod  ke janewale, dil tod ke janewale 
o chhod  ke janewale, dil tod ke janewale
diya jalakar aag bujhaya

dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya
dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya
gam kaa tufan aane ko hai 
chhaye badal kale, chhaye badal kale 
o chhod  ke janewale, dil tod ke janewale
diya jalakar aag bujhaya