Indian Film History

Fakeera Lyrics

From Badmaash Company (2010)

Duration
2:58
Chaani jo khaak Mitt ke sona tu ban gaya Ghamon ki aag mein Tap ke sooraj tu ban gaya Aaj paaya hai tuney Sab kho ke mureeda Mili jannat tujhe to Jab bigda naseeba Fakeera fakeera fakeera Fakeera fakeera Haathon se nikli manzil jab Yeh daaman chhuth gaya Aye bekhabar tu benoor Ho ke roshan ho gaya Bhari hai yeh khaali si Jholi jo tu bhatka dar badar Yeh bhi na jaane Yeh kaafir ki dua ka hai asar Jo taare se toota Sab khwaish milegi Zara haathon ko phailaa Mannatein sab milengi Fakeera fakeera fakeera Fakeera fakeera Fakeera fakeera.

More songs from Badmaash Company

Fakeera Lyrics - Badmaash Company (2010) | Indian Film History