Hona Tha Jo Ho Gaya Hai, Khona Tha Dil Kho Gaya Hai Lyrics | Badmaash

                        hona tha jo ho gaya hai khona tha dil kho gaya hai

ab teri baho me pyar ki raho me
ab teri baho me pyar ki raho me sare jaha ko bhul jana hai

hai jab tak ye jaa mere meharba kasam pyar ki tera sath ho

ye wada karo wafa me sada labo pe tere meri bat ho
eye janejigar mere hamsafar tu mere jine ka bahana hai
hona tha jo ho gaya hai khona tha dil kho gaya hai
ab teri baho me pyar ki raho me sare jaha ko bhul jana hai
hona tha jo ho gaya hai khona tha dil kho gaya hai
har ek arzu hai puri hui chalo pyar ka fasana likhe

mujhe pyar ki diwani sanam tujhe pyar ka diwana likhe
kisi ne kabhi kahi na suni aisi kahani ban jana hai