Indian Film History

Le Jaa Apni Yaad Bhi Le Jaa Lyrics

From Badnam (1952)

Duration
3:05
Le jaa apni yaad bhi le jaa Ab to ho gayi prit Paraayi o harjai Teri zafaa ne sab kuchh lutaa Meri wafaa kuchh Kaam na aayi o harjai Mohabbat pe meri Hukumat jo hoti To main aaj iskaa Gala ghont deti Gala ghont deti Magar kyaa karun main Muhabbat ki duniya Kisi ne banaayi kisi ne Mitaayi o harjai Tera naam saanson Mein jab tak rahegaa Mera dil tadaptaa Machaltaa rahegaa Ye jaltaa rahegaa Mujhe khaaq kar de Tassali to ho kuchh Ke jisne lagaayi usi ne Bujhaayi o harjai Huaa iss tarah Khatm mera fasaana Muhabbat ke maatam pe Khush hai zamaana Khush hai zamaana Maut ki doli pe Main baithi hun Duniyaa ne chhedi Shehnaai o harjai Le jaa apni yaad bhi le jaa Ab to ho gayi prit Paraayi o harjai.

More songs from Badnam

Le Jaa Apni Yaad Bhi Le Jaa Lyrics - Badnam (1952) | Indian Film History