Indian Film History

Gul Muskara Utha Bulbul Ye Ga Utha, Baghon Me Agayi Bahar Lyrics

From Badshah (1954)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:27
gul muskura utha, bulbul ye ga utha bago me aa gayi bahar gul muskura utha, bulbul ye ga utha bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar bago me aa gayi bahar gul muskura utha, bulbul ye ga utha bago me aa gayi bahar gul muskura utha, bulbul ye ga utha bago me aa gayi bahar dulhan ke jaisi nayi zindagi ka dulhan ke jaisi nayi zindagi ka aaj ye pahla din hai khushi ka aaj ye pahla din hai khushi ka, din hai khushi ka mosam ye pyar ka, sajo singar ka bago me aa gayi bahar gul muskura utha, bulbul ye ga utha bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar bago me aa gayi bahar apna kisi ko jo bana ke dekha dil ki nigaho me bula ke dekha jadu sa chal gaya, shama badal gaya bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar itna bada hai ye duniya ka ghera itna bada hai ye duniya ka ghera koi kahi pe zarur hai tera koi kahi pe zarur hai tera, zarur hai tera aankhe bichaye ja, miljul ke gaye ja bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar bago me aa gayi bahar

More songs from Badshah

Gul Muskara Utha Bulbul Ye Ga Utha, Baghon Me Agayi Bahar Lyrics - Badshah (1954) | Indian Film History