Kahi Bin Aag Jale Na Parwana Lyrics | Baghi

                        
                        kahin bin aag jale na parwana
kahin bin aag jale na parwana
jane na diwana diwana diwana
lagi ko bujhana bujhana bujhana
kahin bin aag jale na parwana
kahin bin aag jale na parwana

mile jo nigahe machal gaye lakho
isi thandi aag me jal gaye lakho
mile jo nigahe machal gaye lakho
isi thandi aag me jal gaye lakho
bhigi bhigi raate nazara hai suhana
nazara hai suhana
nazara hai suhana
kahin bin aag jale na parwana
kahin bin aag jale na parwana

bach ke sambhal ki jawani hai diwani
samjho to ye hai bas uski kahani
bach ke sambhal ki jawani hai diwani
samjho to ye hai bas uski kahani
marne ka arma ye jeene ka zamana
ye jeene ka zamana
ye jeene ka zamana
kahin bin aag jale na parwana
kahin bin aag jale na parwana
jane na diwana diwana diwana
lagi ko bujhana bujhana bujhana
kahin bin aag jale na parwana
kahin bin aag jale na parwana