Dooniya Kaa Maja Le Lo, Dooniya Tumhari Hai Lyrics | Bahar

                        
                        duniya ka maja le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai
duniya ka maja le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai
duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai 
duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai
duniya ka maja le lo
duniya ka maja le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

duniya ko laat maro duniya salam kare 
duniya ko laat maro duniya salam kare
mud mud salam kare, jhuk jhuk salam kare
pichh pichh salam kare
kabhi namaste ji toh kabhi ram ram kare
kabhi namaste ji toh kabhi ram ram kare
duniya ke baap ho tum
duniya ke baap ho tum duniya tumhari hai duniya tumhari hai
duniya ka maja le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

duniya se daroge toh duniya dabayegi
duniya se daroge toh duniya dabayegi
aankhe dikhayegi, rob jamayegi ji hansi udayegi
chain naa lene degi jaan jalayegi 
chain naa lene degi jaan jalayegi
taan ke sina chalo 
taan ke sina chalo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai
duniya ka maja le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

duniya ke jitne nazaare hai, tumhare hai 
duniya ke jitne nazaare hai, tumhare hai
yeh phul tumhare hai, yeh tare tumhare hai
chanda tumhara hai, chandaniya tumhari hai 
chanda tumhara hai, chandaniya tumhari hai
duniya ka maja le lo
duniya ka maja lelo duniya tumhari hai yeh duniya tumhari
duniya ka maja lelo duniya tumhari hai ji duniya tumhari