Indian Film History

Kya Janoo Sajan Hoti Lyrics

From Baharon Ke Sapne (1967)

Duration
5:41
Kya janoo sajan hoti Hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye Jab liya tera naam Kya janoo sajan hoti Hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye Jab liya tera naam Kya janoo sajan Kaanton mein main khadi Nainon ke dwaar pe Nis din bahaar ke dekhoon Sapne kaanton mein main Khadi nainon ke dwaar pe Nis din bahaar ke dekhoon Sapne chehre ki dhool kya Chanda ki chaandni utri To reh gayi mukh pe apne Kya janoo sajan hoti Hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye Jab liya tera naam Kya janoo sajan Jabse mili nazar Maathe pe ban gaye Bindiya nayan Tere dekho sajna Jabse mili nazar Maathe pe ban gaye Bindiya nayan Tere dekho sajna Dhar li jo pyaar se Meri kalaayiyaan Piya teri ungliyan Ho gayi kangana Kya janoo sajan hoti Hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye Jab liya tera naam Kya janoo sajan.

More songs from Baharon Ke Sapne

Kya Janoo Sajan Hoti Lyrics - Baharon Ke Sapne (1967) | Indian Film History