Indian Film History

Samadhin Ki Meina Lyrics

From Bahu Ki Awaaz (1985)

Lyricist
K J Yesudas
Duration
6:04
Maina ji maina tota ji tota Maina ji maina tota ji tota Samdhin ki maina samdhi ka tota Samdhin ki maina samdhi ka tota Samdhin ki maina Le gaya samdhi ka tota Samdhin ki maina Le gaya samdhi ka tota Haye moyaa haye Moya haye moya jhutha Aji wo jhutha Aji rampur luta bharatpur luta Rampur luta bharatpur luta Samdhin ki maina le gaya Jara suno to meri baat Ho jaye jo adhi raat Karungi tab main milakat Bajadungi subah ke saat Hu aakhir main bhi aurat ki jat Ho fate chak dange Chite kapde wangu Dhoke rakh dange Chite kapde wangu Dhoke rakh dange Samdhin ki maina le Gaya samdhi ka tota Samdhin ki maina le Gaya samdhi ka tota Boli samdhin lage tha Samdhi ek bhola anjan Par angana mein jab Wo ghusa wo nikla beiman Wo kala wo kala Wo kala kala kekeda Wo kala kala kekeda niyat ka khota Samdhin ki maina le Gaya samdhi ka tota Samdhin ki maina l Gaya samdhi ka tota Nagpuri wo santara or Jamun ke the angur Kela tha malwar ka Main to ho gayi chaknachur Kamar ko jhatka de gaya Kamar ko jhatka de gaya Punjabi ka sota Samdhin ki maina le gaya Samdhi ka tota Samdhin ki maina le gaya Samdhi ka tota Jab jhatke pe lagta jhatka Yu lage kuch andar Atka to bolo kya hua Bolo ise hichki haye haye hichki Ise hichki kahte sare hote Jhatke iske karare Kisi ko na bolna Sal alg gaya solwa Jab andar se kuch sarke Upar se tabiyat bhadke To bolo kya hua bolo na Jab bhade koi prem kahani Ho dil hokar apni Pani sarak sa jata hain Bhadak sa jata hain Jab thand mein paasina aaye mera Tan mere man ko sataye To bolo kya hua bolo na Ye bat hai khatere wali ho Tere bag ki lachke dali Sajan ko bol de Ghunghat pat khol de Jab tip tip haye haye tip tip Jab tip tip haye haye tip tip Jab tip tip rat ko hoti Sawan mein main nahin Soti to bolo kya hua Din aa gaye tere gori Ho tujhe bandh ke Resam dori dulha le jayega Ke doli leke aayega Aaya cham cham karta Dulha sang mein aaye barati Lule langde sare inke Muh mein dalo matti Dikhte sabhi vilayati Chuhe is dulhe ke sathi Maa dulhe ki budhiya geet pyar ke gati Dulhe ji ka abba roye tel raha na bati Byah karwaungi lado jungli hathi Byah karwaungi lado jungli hathi Byah karwaungi lado jungli hathi Byah karwaungi lado jungli hathi Samdhin ki maina Le gaya samdhi ka tota.

More songs from Bahu Ki Awaaz

Samadhin Ki Meina Lyrics - Bahu Ki Awaaz (1985) | Indian Film History