Indian Film History

Ashko Pe Huwa Khatam Mere Gham Ka Fasana Lyrics

From Bairam Khan (1946)

Lyricist
Walli Sahab
Duration
3:05
ashko pe huwa khatam mere gham kaa fasana rote huye anjam pe rota hai jamana ashko pe huwa khatam aayi jo hansi aankh me toh ban gaye aansu pani me pada aag kaa tufan chhupana ashko pe huwa khatam ai daure khijan aa tujhe sine se laga lu milta hai tere hal se kuchh mera fasana ashko pe huwa khatam

More songs from Bairam Khan

Ashko Pe Huwa Khatam Mere Gham Ka Fasana Lyrics - Bairam Khan (1946) | Indian Film History