Are Kar Lo Balma Pyar Lyrics | Balram Shri Krishna

                        
                        Are kar lo balma pyar
Mausam bhadiya hai
Are kar lo balma pyar
Mausam bhadiya hai
Haye bar bar na aaye
Jawani chidiya hai
Are bar bar na aaye
Jawani chidiya hai

Are haye are haye haye
Are haye haye haye haye
Maine ek paheli bhuji
Ha ek paheli bhuji
Are wah wah wah
Are wah wah wah wah
Mujhe badi dur ki sujhi
Wah wah wah
Are wah wah wah wah
Mujhe badi dur ki sujhi
Wo kya

Rahegi nahi chatak matak ye
Rahegi nahi tadak bhadak ye
Ha rahegi nahi chatak matak ye
Rahegi nahi tadak bhadak ye
Ye aaj naveli nar kal ki bhudiya hai
Ye aaj naveli nar kal ki bhudiya hai
Ha  bhudiya hai ha bhudiya hai
Bar bar na aaye
Jawani chidiya hai
Are bar bar na aaye
Jawani chidiya hai
Kar lo balma pyar
Mausam bhadiya hai
Bar bar na aaye
Jawani chidiya hai
Are bar bar na aaye
Jawani chidiya hai.