Phulo Ki Tajgi Ho Tum Shabnam Ki Nazki Ho Tum Lyrics | Bandagi

                        phulo ki tajagi ho tum shabnam ki nazaki ho tum
maine khwab jiska dekha tha wohi meri bandagi ho tum

ye phulo ki tajagi ho tum

mujhe kaunsi ada pe diwana kar diya hai
duniya ki mahfilo se begana kar diya hai

meri jindagi ki rahe aasan ho gayi hai
ye jhuki jhuki si palke meri jaan ho gayi hai