Brindavan Ki Kunj Lyrics | Bandhan

                        
                        Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya
Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Bhor bhaye jamuna tat jaye
Sanjh bhaye ghar aaye
Bhor bhaye jamuna tat jaye
Sanjh bhaye ghar aaye
Jab jab ter sune murli ki
Chit ut dodh lagaye
Jab jab ter sune murli ki
Chit ut dodh lagaye
Nindiya me bhi soye soye
Sune shyam ki bansuriya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Khoyi khoyi brij ki bala
Jape shyam naam ki mala
Khoyi khoyi brij ki bala
Jape shyam naam ki mala
Sapne hi me darash
Dikha do banwari nand ke lala
Sapne hi me darash
Dikha do banwari nand ke lala
Apne charno hi me rakho
Krishan murari sawariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya.