Indian Film History

Manabhaavan Manabhaavan Lo Saawan Aayaa Re Lyrics

From Bandhan (1940)

Lyricist
Kavi Pradeep
Duration
2:14
manbhavan, manbhavan lo sawan aaya re manbhavan, manbhavan lo sawan aaya re ban ban upvan kunj kunj me gunjan chhaya re lo sawan aaya re rimjhim rimjhim gata aaya, sargam sakal sunata aaya naya sandesa, nayi aas, navajivan laya re manabhavan, manabhavan lo sawan aaya re magan hui hanso ki toli, dunia prem hindole doli daal pe baithi bulbul boli sawan aaya re lo sawan aaya re manabhavan, manabhavan lo sawan aaya re

More songs from Bandhan

Manabhaavan Manabhaavan Lo Saawan Aayaa Re Lyrics - Bandhan (1940) | Indian Film History