Mohe Apna Bana Lo Sajan Mohe Apna Bana Lo Lyrics | Bandish

Lyricist : Prem Dhawan
Music Director : Satyen Bose , Hemant Kumar
Singer : Asha Bhosle
                        
                        mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo
mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo
mere nanhe se najuk man ki dekho batiya na talo
mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo

sambhale na aaj piya jane kyu mera jiya
ghir ghir mai jaau haye tumne kya jadu kiya
sambhale na aaj piya jane kyu mera jiya
ghir ghir mai jaau haye tumne kya jadu kiya ho o
jara aa ke sambhalo sajan jara aa ke sambhalo
mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo

baho me teri piya jhula mai jhulu
tu mujhko bhule na mai tujhko bhulu
baho me teri piya jhula mai jhulu
tu mujhko bhule na mai tujhko bhulu
ye kasam aaj kha lo sajan ye kasam aaj kha lo 
mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo
mere nanhe se najuk man ki dekho batiya na talo
mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo
mohe apna bana lo sajan mohe apna bana lo