Indian Film History

Sajna Tera Bina Lyrics

From Bandit Queen (1994)

Duration
7:13
Sajna re tere bin jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Sajna re tere bina jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Katu kaise tere bairi dari raina Tere bina jiya mora nahi lage Palko mein virah ka gahna pahna Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye Tere bina jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Sajna re Bundo ki payal baji suni kisi ne bhi nahi Khud se kahi jo kahi kahi kisi se bhi nahi Bhigne ko man tarsega kab tak Chandani mein aasu chamkega kab tak Sawan aaya nahi barse aur nahi jaye Sawan aaya nahi barse aur nahi jaye Nindiya kahe aisi ankhiyo me aaye Tere bina jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Sajna re Sargum chidi pyar ki khilne lagi thi gum kali Khusboo se par mang kar Ud chali hu pee ki gali Aanch ghole meri sanso me purwa Dol dol jaye pal pal manwa Rab jane ye sapne hai ke ya hai saye Rab jane ye sapne hai ke ya hai saye Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye Tere bina jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Sajna re tere bina jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Katu kaise tere bairi dari raina Tere bina jiya mora nahi lage Palko mein virah ka gahna pahna Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye Tere bina jiya mora nahi lage Tere bina jiya mora nahi lage Sajna re.

More songs from Bandit Queen

Sajna Tera Bina Lyrics - Bandit Queen (1994) | Indian Film History