Indian Film History

Chhayi Re Badariya, Abke Baras Bada Zulm Hua Lyrics

From Bara-Dari (1955)

Duration
3:01
chhayi re badariya aaja re sawariya ke jiyra san nan kare o abke baras bada julm hua mora bachpan gaya haye ram jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam o abke baras bada julm hua mora bachpan gaya haye ram jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam aaya re sawan ud chunari adaani aaya re sawan ud chunari adaani ho suni suni laage mohe rut suhani ho suni suni laage mohe rut suhani ek to jiya mere bas me nahi duja ankhiya bigade kaam jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam bahke re kadam more chhalke re najriya bahke re kadam more chhalke re najriya yaad mohe aaye meri bali umariya yaad mohe aaye meri bali umariya papi jamane se mohe dar laage na laga de koi ilzam jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam o abke baras bada julm hua mora bachpan gaya haye ram jiya mora dole haye piya piya bole ho na jau kahi badnam

More songs from Bara-Dari

Chhayi Re Badariya, Abke Baras Bada Zulm Hua Lyrics - Bara-Dari (1955) | Indian Film History