Indian Film History

Nazar Ka Yeh Paigaam Lyrics

From Barkha Bahar (1973)

Duration
4:29
Nazar ka yeh paigaam Diya jo apne mere nam Nazar ka yeh paigaam Diya jo apne mere nam Ke mujhko pyar kiya Bada upkar kiya Nazar ka yeh paigaam Diya jo apne mere nam Ke mujhko pyar kiya Bada upkar kiya Nazar ka yeh paigaam Labo se aapke ikarar ke Nagme jo barse hai Labo se aapke ikarar ke Nagme jo barse hai Bataye ke kya ham ke Ye hi sunne ko tarse hai Tarse hai Hasi hai ye ikrar kaho Fir se jara ek bar Ke mujhko pyar kiya Bada upkar kiya Nazar ka yeh paigaam Giri ho meri baho mein To fir ab na sambhal jana Giri ho meri baho mein To fir ab na sambhal jana Badal kar jindagi meri kahi Tum na badal jana badal jana Pahnake ye zanjeer Tumhare hath hai takdir Ke mujhko pyar kiya Bada upkar kiya Nazar ka yeh paigaam Diya jo apne mere naam Ke mujhko pyar kiya Bada upkar kiya Nazar ka yeh paigaam.

More songs from Barkha Bahar

Nazar Ka Yeh Paigaam Lyrics - Barkha Bahar (1973) | Indian Film History