Indian Film History

Pyar Kiya Nahin Jata Lyrics

From Barkha (1959)

Duration
3:30
Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Pahli pahli na ka aadha matlab hai ha Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Ye rat bhi hai kuch aaj garam Mere dilbar ka bhi mizaz garam Ye rat bhi hai kuch aaj garam Mere dilbar ka bhi mizaz garam Haye kya kahna haye kya kahna Husn agar hai garam to Garma garam hai ishk ke arma Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Pahli pahli na ka aadha matlab hai ha Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Har dil ka katil hai ishk ishk Fir bhi hai manjil ishk ishk Har dil ka katil hai ishk ishk Fir bhi hai manjil ishk ishk Haye ishk ishk haye ishk ishk Ishk agar na ho to Dunia ki mahfil hai viran Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Pahli pahli na ka aadha matlab hai ha Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Dil aata hai bas ek bar Fir kyu na karle pyar pyar Dil aata hai bas ek bar Fir kyu na karle pyar pyar Bas ek bar haye pyar pyar Are dal ke aankhe aankho me Mujhe pyar se kahde balma Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri ja Pahli pahli na ka aadha matlab hai ha Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan Pyar kiya nahi jata ho jata hai meri jan.

More songs from Barkha

Pyar Kiya Nahin Jata Lyrics - Barkha (1959) | Indian Film History