Indian Film History

Suno Kahani Ek Ladke Ke Lyrics

From Barrister (1982)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
4:53
Suno kahani ek ladke ki Jo tha bada kyaa shararati Suno kahani ek ladke ki Jo tha bada kyaa shararati Chhup jaata thaa idhar udhar Dekho seitaan phir se chhup gaya Chhup jaata thaa idhar udhar Aata bahi thaa kahin nazar Jab mummy use pukarti Suno kahani ek ladke ki Jo tha bada achha shararati Suno kahani.. Ek raat ko kyaa huaa ye suno Log sabhi chain se so gaye the Apne apne gharo mein wo aaram se Mithe mithe khawab mein sab kho gaye the Itane mein bahar huaa shor Galiyo mein kutte lage bhokane Jaage sab aawaz sunke Bache lage neend se chok ne Are baap re.. Chillana raha tha koi aao Mujhko bachao Is sher ke panche se koi Mujhko chhudao Fauran sab hathiyaar lekar Bhale ayr talvaar lekar Daudkar pahuche wahan Sher to thaa lekin kahan Seitaan ladka has raha thaa Kyaa buddhu banaya Hain kahani khatam yahan Jooth bol rahi ho bataona aage kya hua Oho achha baba suno Suno kahani ek ladke ki Jo tha bada shararati Suno kahani.. Ye shararat ek din usko badi Mahengi padi Kyaa khabar thi aayegi Ik din aisi ghadi Ikl din raat ko rahon mein Jab gehara andhera chha gaya Ghar ke liye wo chala to Sher sachmuch aagaya Sher ko dekh kar bachao bachao Wo chillaya Magar is baar koi gaavwala Uski madad ko nahi aaya Majboor hokar jor se wo rone laga Kitana dara wo behosha sa hone lagavo Dil ke rahem tab sher ke aaya Usne ladke ko samjaya Ho bade seitaan tum par Aaj pakdo kaan tum Ladke ko tab aayi sharam Usne kaan pakad kar kahan Main kabhi shararat nahi karunga Didi mein bhi kabhi shararat nahi karunga Ye kahani is ladke ki Jo tha bada shararati Sudhar gaya wo kuch is kadar Jaata tha jahan jidhar Jab mummy use pukarti Jab mummy use pukarti.

More songs from Barrister

Suno Kahani Ek Ladke Ke Lyrics - Barrister (1982) | Indian Film History