Indian Film History

Kaise kahu kya Lyrics

From Bas Yun Hi (2003)

Singers
Shaan
Lyricist
subbu
Duration
4:00
Kaise kahu kya ho gaya Dil ye mera kyu khone laga Aankho me aapki duniya basa ke Mai to deewana aapka ho gaya Kaise kahu kya ho gaya Dil ye mera kyu khone laga Aankho me aapki duniya basa ke Mai to deewana aapka ho gaya Sikha tumse hai maine Sapno me khona Tum ho sapno ki rani bolo ho na Khawabo me aake hamari Chupke se humko pukare Teri nigahe ye pyari si bahe Ye humse ye dhire kahe Jane kyu kho gaya Kaise kahu kya ho gaya Dil ye mera kyu khone laga Aankho me aapki duniya basa ke Mai to deewana aapka ho gaya Rate kati hai maine yado me Teri apne sapne hai Dekhe aankho me teri Chhup chhup ke chaha hai tumko Apna banaya hai tumko tum pas Aao to apna banao to Phir jhumkar dil kahe Deewana ho gaya Haye kaise kahu kya ho gaya Dil ye mera kyu khone laga Aankho me aapki duniya basa ke Mai to deewana aapka ho gaya Kaise kahu kya ho gaya Dil ye mera kyu khone laga Aankho me aapki duniya basa ke Mai to deewana aapka ho gaya Aankho me aapki duniya basa ke Mai to deewana aapka ho gaya.

More songs from Bas Yun Hi