Indian Film History

Pyasi Nigahon Mein Sajan Lyrics

From Bazaar Band Karo (1974)

Duration
3:15
Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Pyar ki rim jhim rim jhim lagi Bhiga mera tan man haye Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Nam tumhara har dhadkan mein Man me tumhari hai chawi Pyar se maine tumko paya Pyar hi pooja hai meri Mujhko sahara mila Duba kinara mila Tum jab sang sang aaya Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Main galiyo ki dhul thi udke Ang tumhare ja lagi Chandan banke mahak uthi mai Socha nahi tha ye kabhi Tumne sajaya mujhe Tumne sawara mujhe Tumne hi sapne jagaye Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Are pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Pyar ki rim jhim rim jhim lagi Bhiga mera tan man haye Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan Pyasi nigahon mein sajan Tum aa gaye banke sawan.

More songs from Bazaar Band Karo

Pyasi Nigahon Mein Sajan Lyrics - Bazaar Band Karo (1974) | Indian Film History