Indian Film History

Dil Ki Mehfil Me Aake Chale Ho Kaha Lyrics

From Bazooband (1954)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
2:50
dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha mujhse daman chhudake chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil adhuri na rah jaye dil ki kahani ji dil ki kahani ghadi do ghadi ki hai ye zindagani ghadi do ghadi ki hai ye zindagani jalti shama bujha ke chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil ha ye jalwe ye shok ye nagme ye masti na jane uad jaye kab sari basti na jane uad jaye kab sari basti aisi basti basake chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil kayamat hai mera zara sa ishara zara sa ishara bacha na koi meri nazaro ka mara bacha na koi meri nazaro ka mara mujhse nazare bacha ke chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha mujhse daman chhudake chale ho kaha ji chale ho kaha dil ki mehfil

More songs from Bazooband

Dil Ki Mehfil Me Aake Chale Ho Kaha Lyrics - Bazooband (1954) | Indian Film History