Indian Film History

Kya Tujhko Hua Aakhir Lyrics

From Bebus (1950)

Duration
3:04
Kya Tujhko Hua Aakhir Kya Tujhko Hua Aakhir Batla Dil E Deewana Batla Dil E Deewana Jo Chahta Hai Kahna Wo Dukh Bhara Afsana Aye Dil E Deewana Kya Beet Gayi Jee Par Dukh Teri Judai Mein Tu Meri Mohabbat Se Tu Meri Mohabbat Se Begana Hai Begana Begana Hai Begana Jo Chahta Hai Kehna Tu Dukh Bhara Fasana Aye Dil E Deewana Jab Tu Bhi Nahi Apna Jab Dil Bhi Nahi Apna Duniya Meri Nazro Mein Virana Hai Virana Virana Hai Virana Aye Dil E Deewana Aye Dil Mere Ruthe Dil Dono Mein Agan Bhar De Mai Shama Banu Tu To Hai Parwana Hai Parwana Parwana Hai Parwana Aye Dil E Deewana Nazro Se Gira De Tu Ya Dil Mein Jagah De De Par Dil Ka Mere Tukda Nazrana Hai Nazrana Nazrana Hai Nazrana Jo Chahta Hai Kahna Tu Dukh Bhara Fasana Aye Dil E Deewana.

More songs from Bebus