Indian Film History

Labon Ka Karobaar Lyrics

From Befikre (2016)

Singers
Papon
Duration
3:17
Jebon mein bikhre hain taare Khaali huaa aasmaan Haathon mein dhoop hai mere Barfeela baaki jahaan Rooh gaaye jhoome jaaye Dil kahe baar baar Ishq kar le Ishq jee le Ishq labon ka karobaar Jebon mein bikhre hain taare Khaali huaa aasmaan Haathon mein dhoop hai mere Barfeela baaki jahaan Dhoop mein ishq chaaon Dard mein aaraam Makhmali har raat Sharbati har shaam Ishq ka leke naam Dil se nikle salaam Na chhupa na dabaa Hoja tu belagaam Ishq bina teri shaamein Khaali khanakte jaam Ishq karam se raatein Jo na chamakte chaand Rooh gaaye jhoome jaaye Dil kahe baar baar Ishq kar le Ishq jee le Ishq labon ka karobar Jebon mein bikhre hain taare Khaali huaa aasmaan Haathon mein dhoop hai mere Barfeela baaki jahaan Ishq labon ka karobaar.

More songs from Befikre

Labon Ka Karobaar Lyrics - Befikre (2016) | Indian Film History