Indian Film History

Kya Tu Hai Kya Wahi Hai Lyrics

From Behroopia (1971)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:12
Kya tu hai kya tu hai kya tu hai Kya tu hai kya tu wahi hai jo Pyaar karta hoon Main jis haseena se Pyaar karta hoon Main jis haseena se Woh main hoon Woh main hoon Woh main hoon Haan main hoon Woh main Wahin hoon main Pyaar karta hai Tu jis haseena se Haan pyaar karta hai Tu jis haseena se Woh main hoon haan Main hoon ji main hoon Haan main hoon Teri raahon mein bikhari hai Jawaan parchhaiyaan meri Idhar aa jaa bulaati hai Tujhe angadaiyaan meri Teri raahon mein bikhari hai Jawaan parchhaiyaan meri Idhar aa jaa bulaati hai Tujhe angadaiyaan meri Haan main wahin hoon main Pyaar karta hai tu jis haseena se Haan pyaar karta hai Tu jis haseena se Woh main hoon haan Main hoon ji main hoon Haan main hoon Nahin dekha kabhi tujhko Magar pehchaanti hoon main Tera dil hai meri manzil Bas itna jaanti hoon main Nahin dekha kabhi tujhko Magar pehchaanti hoon main Tera dil hai meri manzil Bas itna jaanti hoon main Haan main wahin hoon main Pyaar karta hai Tu jis haseena se Haan pyaar karta hai Tu jis haseena se Woh main hoon haan Main hoon ji main hoon Haan main hoon Kai dil hai kadmon mein Magar sab se nazar phere Tere khwabon ki shehzaadi Khadi hai saamne tere Kai dil hai kadmon mein Magar sab se nazar phere Tere khwabon ki shehzaadi Khadi hai saamne tere Haan main wahin hoon main Pyaar karta hai Tu jis haseena se Haan pyaar karta hai Tu jis haseena se Kya tu hai woh main hoon Kya tu hai woh main hoon Kya tu hai woh main hoon Haan main hoon.

More songs from Behroopia