Mujhe Kya Pata Tera Ghar Lyrics | Bekhudi

Lyricist : Saima Nadeem
Music Director : Rahul Rawail ,
Singer : Kumar Sanu , Asha Bhosle
                        
                        Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha
Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha
Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha
Jaha teri marzi
Tu le chal waha

Jaha teri marzi
Tu le chal waha
Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha
Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha
Jaha teri marzi
Tu le chal waha
Jaha teri marzi
Tu le chal waha
Darata hai mera dil
Kitana andhera hai
Lagata hai mujhko
Ye bhuto ka dera hai
Darata hai mera dil
Kitana andhera hai
Lagata hai mujhko
Yeh bhuto ka dera hai
Ha tera diwana main
Tu mujh pe marti hai
Chahat ki raho mein
Kyu itana darti hain
Aise na le tu mera imtihan
Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha
Mujhe kya pata
Tera ghar hai kaha

Jaha teri marzi
Tu le chal waha
Ho jaha teri marzi
Tu le chal waha
Na koi aata hain
Na koi jata hai
Jhonka hawa ka bhi
Dhadkan badata hai
O na koi aata hain
Na koi jata hai
Jhonka hawa ka bhi
Dhadkan badhata hain
Aa meri janejaa le loon
Main baho mein
Dilwale milte hain
Aisi hi raho mein
Pahele na dekha tha aisa jaha
Mujhe kya pata tera ghar hai kaha
Mujhe kya pata tera ghar hai kaha
Jaha teri marzi tu le chal waha
Jaha teri marzi tu le chal waha
Aaj ghar jana nahin
Aaj ghar jana nahin
Aaj ghar jana nahin
Aaj ghar jana nahin
Gharwale karege intzaar
Log karenge bate hajar

Dekho pachhatana nahin
Aaj ghar jana nahin
Dekho pachhatana nahin
Aaj ghar jana nahin.