Indian Film History

Bekaabu Ho Gaya Lyrics

From Beqabu (1996)

Lyricist
Nida Fazli
Duration
5:49
Pehali nazar mein yeh ghaayal ho gaya Dekha dubaara toh paagal ho gaya Pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya Dekha dubaara toh paagal ho gaya Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya Dekha tujhe dil yeh dil Dekha tujhe dil yeh dil Bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya Pehali nazar mein yeh ghaayal ho gaya Dekha dubaara toh paagal ho gaya Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya Dekha tujhe dil yeh dil Dekha tujhe dil yeh dil Bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya Jaane yeh kya hone laga mujhako, Dkhu jahaan dekhu wahaan tujhako Naya naya lagata hai sawera, Baatein teri karata hai andhera Jawaani ka mausam mehakane laga, Nasha woh chadha main behakane laga Akele mein aata nahi chain abb, Bina tere sachmuch adhura hai sab Bin tere jina abb mushkil ho gaya, Dekha dubaara toh paagal ho gaya Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya Dekha tujhe dil yeh dil Dekha tujhe dil yeh dil Bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya Chori chori aankhon mein samaake, Aankhon se sidhe dil mein aake Meri teri aankh ladi jab se, Hosh nahi nind nahi tab se Tera roop har shabd mein geet hai, Tera zikr har sur mein sangeet hai Kawal chaand baadal sistaara hai tu, Nazar hoon main najaara hai tu Jivan ka rasta abb manzil ho gaya, Dekha dubaara toh paagal ho gaya Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya Dekha tujhe dil yeh dil Dekha tujhe dil yeh dil Bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya Ho pehali nazar mein yeh ghaayal ho gaya Dekha dubaara toh paagal ho gaya Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya Dekha tujhe dil yeh dil Dekha tujhe dil yeh dil Bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya.

More songs from Beqabu

Bekaabu Ho Gaya Lyrics - Beqabu (1996) | Indian Film History