Indian Film History

Zinda Lyrics

From Bhaag Milkha Bhaag (2013)

Duration
3:30
Zinda hain toh Pyala poora bhar le Kancha phoote Choora kaanch kar le Zindagi ka ye ghada le Ek saans mein chadha le Hichkiyon mein Kya hai marna Poora mar le Koyla kaala hai Chattanon ne paala Andar kaala baahar kaala Par saccha hai saala Koyla kaala hai Chattanon ne paala Andar kaala baahar kaala Par saccha hai saala Zinda hai toh pyala Poora bhar le Kancha phoote Choora kaanch kar le Kancha phoote Choora kaanch kar le Uljhe kyun pairon Mein ye khwaab Kadmon se Resham kheench de Peeche kuch na Aage ka hisaab Iss pal ki kyaari Seench de Aag zubaan pe rakh de Phir chot ke Hoth bhigaayenge Ghaav gungunayenge Tere dard geet Bann jaayenge Zinda hai toh pyala Poora bhar le Kancha phoote Choora kaanch kar le Zindagi ka ye ghada le Ek saans mein chadha le Hichkiyon mein Kya hai marna Poora mar le Koyla kaala hai Chattanon ne paala Andar kaala baahar kaala Par saccha hai saala Koyla kaala hai Chattanon ne paala Andar kaala baahar kaala Par saccha hai saala.

More songs from Bhaag Milkha Bhaag

Zinda Lyrics - Bhaag Milkha Bhaag (2013) | Indian Film History